Wednesday, April 2, 2008

Dard Tera Baste Jaaye Hain Ahista Ahista


taqdeer ke pyaale se piye jaam to kya baat hain,
sharab ka khayal na aaye humein, to kya baat hain.
jaam utha kar hum hairan hain ki ye din hain ki raat hain,
aur sab ek taraf, sharab ki alag hi baat hain.
jaam chadakar hi humein dikhta tera saath hain
ise deewangi kaho ya pagalapan, ye bade himmat ki baat hain
ek waqt par lagta tha, ki hum mein kuch baat hain
par aaj aisa lagta hain, jaise koi lambi amawas ki raat hain.
char pal ke liye tumhare ye jazbaat hain,
shayad yahi woh ankahee monsoon ki barsaat hain.

1 comment:

sonal said...

incomprehensibly intense or maybe intensely incomprehensible!*lmao*

goodluck to me..someday i may well actually decipher dis amazing piece of poetry.... :D